04/09/2026
๐
๐๐๐๐๐๐ ๐
๐๐๐๐๐๐ | ๐๐ฉ๐ข๐ฌ๐จ๐๐ 15 โณ
Waqt Ki Pukar
We spend years building a better life.
More success. More money. More comfort.
But somewhere in this pursuit, are we losing the one thing money can never bring back โ Waqt?
WAQT HAIโฆ PAR KISKE LIYE?
Ek behtar zindagi ki hod mein,
Do pal ki sahi, fursat hi kahan?
Safalta paane ki is chaah mein,
Ab chain kahan, aaraam kahan?
Na sehat ke liye, na apno ke liye,
Khushi ke do-chaar lamhon ke liye.
Waqt hi nahi, ki un doston se milun,
Kuch meri kahun, kuch unki sunun.
Paisa to kamaya, rutba bhi paaya,
Is daud mein na jaane, kya-kya ganwaya.
Khoye hue pal, kya paa sakta hoon?
Aur unhe dobara jee sakta hoon?
Financial Freedom sirf paisa nahi,
Apne waqt par apna adhikaar bhi hai.
Jab apno ke liye hi waqt nahi,
Kya aisa jeevan tumhe sveekaar hai?
Perhaps Financial Freedom isn't just about having more money.
It is about having more control over your time.
Because money can be earned again.
Waqt nahi. โณ
๐ญ What does Financial Freedom mean to you โ more money, or more control over your time?